Thursday 10 November 2011

Sadqa....

Sadqa jab insan apne haath sy nikalta hai to.....

Sadqa us waqt 5 jumale kehta hai....

1, Mein faani maal tha tu na mujhy baqa di.

2, Mein tera dushman tha ab tu na mujhy dost bana liya.

3, Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha aj mein teri hifazat karonga.

4, Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.

5, Pehly mein tery hath main tha ab mein KHUDA k hath mein hun.

her achi baat ko doosray tak pohanchana bhi sadqa hai

No comments:

Post a Comment